Facebook Par Post Comments Mein Video Kaise Add kare
Hallo guyz , duniya ki largest social website Facebook ne haal hi mein ek new feature add kiya hai that hum kisi post mein as a video comments kaise kare ? Facebook ne 2016 mein kayi new features add kiye abhi tak jaise ki Facebook par online videos kaise dekhe aur abhi jis feature ki add kiya jana baaki wo sayad November tak aaye Facebook messenger end to end encryption feature. Ye kuchh new features hai jo facebook ne recently add kiye lekin inme end to end encryption feature abhi aaya nhi hai.
Facebook lgatar kuchh na kuchh new add kar rha hai aaj hum jis feature ki baat kar rahe hai wo hai facebook par kisi post mein hum comments mein video kaise add kare. Ish pahle comments mein emogies ko add karne ka features aaya phir facebook ne comments mein as photo comments ka option diya ab hum comments mein video bhi add kar sakte hai. Lekin as a basic ye bhi janana chahiye ke ye facebook post ke comments mein video ka option kisne devolved kiya.
Who develop video comment option on Facebook ?
Kisi bhi badi website ko chlana aasaan kaam nhi hai ishme developers ki ek puti team kaam karti hai jo alag alag features bna ke phir unko ek saath add kiya jaata hai. Facebook mein post comments mein video option Facebook engineer Bob Baldwin ne develop kiya hai jo ab available hai. Bob Baldwin ne apne Facebook post mein ish baare mein btaya hai.
How to add video in comments of posts on Facebook ?
Facebook par post mein video ko add karna bahut hi simple niche comments mein jaaye aur waha par aap ko ⊙ ish type ka mark show hoga waha click kare aur video ko upload kar comments mein add kare.
So guyz kya aap ne abhi tak facebook par post comments mein video comment kiya ? Comment jarur kare. Share this post if it valuable.


आपने फेसबुक के इस फीचर के बारे में बहुत ही अच्छी और सटीक जानकारी दी है। हालांकि मैंनें अभी तक ऐसा फीचर नहीं देखा है। पर आपकी पोस्ट पढ़ कर लगता हैै कि फेसबुक जल्द ही इसे मेरी फेसबुक में Add कर देगा।
ReplyDeleteSure Jamshed ji. Keep visiting
ReplyDelete